Practicing shayar
Kucch unhe alfaz kehte hain, kucch kehte hain lafz
Koi use baat kehta hai, to koi guftagu
Mansab sabka ek hi hai, aur mushkil bhi utna hi
Kash ki izhar kucch asan hota, aur jawab ka imtihaan na hota
Abhi to bayan ham karne ko the ,ki unhone hame rok diya
jo hai woh zinda rahe , isliye dosti ki khatir izhar ko rok diya.
Waqt badalta hai aur badalte hain ehsas bhi
Gam pighalta toh hai, par sulagti hai yad aaj bhi.

0 Comments:
Post a Comment
<< Home