Kucch ehsas shayari ke sath
ruki hui kucchh sanse hain
thame hue kucchh ehsas
maut bhi abhi ruki hui hai
hai bas unka intazar.
bahut falsafe ab guzar chuke hain
kucchh hi kisse baki hain
ehsason ke is safar mein
kucch manzilein baki hain.
zindagi zindagi nahi, gam ki parchhai hai,
ishq khushi ka paigam nahi, gam ki rahnumai hai.
khushi ke kucch pal bantne se, vo kam nahi hoti
dard ko chhipane se,zindagi khatam nahi hoti.
gam baantoge to tum kya jeeoge,
khushiyan gar baanti, kam se kam zinda rahoge,
apni zindagi jeeo na jeeo dua to paaoge
kisis ki khushi mein, khud ko shamil paoge.
ps :despite the over(not under)current of pessimism in the above specimens of shayari , i still think LAUGHTER IS THE BEST MEDICINE for the sane and DISASTER IS THE INSPIRATION FOR THE INSANE(potentially the most creative).