Do aur wakye
Kucch kehne ke bhi ehsaas ab rehte nahi
kahin khamoshi ko padhne wale ab milte nahi
ham hai ki zindagi par aitbar karte rahe
aur vo hai ki hamare sath hai hi nahi
abhi bhi bas lagta hai ki sab kucch badal jaayega
beeta waqt ek din yun hi laut aayega
waqt kabhi thamm-ta nahi , ye ham bhi jaante hain
phir bhi jane kyon uska intazar karte hain
samjhaate hain ham aaj bhi khud ko ,ki ye mumkin nahi
par kya karein un doston ko bhula paate nahi.

0 Comments:
Post a Comment
<< Home