Khayal - ai -Zindagi
Khule panne si ,is zindagi ko mukhtalif rakh hamne ye pooccha -
Aap sirf hamare khayalon ka phlalak hain ya duniya ka aaina ?
Jawab me hamein sirf khamoshi hi mili hai , par hamne ye jaana
Ki ye saanse to hamari hai par zindagi nahi
Ham jo chahein vo kar to sakte hain,
Par uske mukaamal hone ka asar sirf ham par nahi .
Isliye....
Ham jeete hain duniya mein gar sirf apne liye
To ye galat nahi, ke voh hamein khudgarz kehte hain.

0 Comments:
Post a Comment
<< Home